
Chupke Se Aankhon Ke Raste Lyrics – Why Everyone’s Obsessed!
This gem is from the movie Baazigar—a film that gave us thrills, chills, and unforgettable music. Composed by Anu Malik and penned by the talented Nawab Arzoo, this track feels timeless. And credit where it’s due: directors Abbas-Mustan and producer Ganesh Jain knew they were creating something special with this number.
Chupke Se Aankhon Ke Raste Lyrics
O mera dil tha akela toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar o baazigar
Tu hai badha jaadugar
Baazigar o baazigar
Tu hai badha jaadugar
O mera dil tha akela toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar maein baazigar
Dilvaalon ka maein dilbar
Baazigar maein baazigar
Dilvaalon ka maein dilbar
O dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Tu hai badha jaadugar
Chupke se aankhon ke raste
Tu mere dil me samaaya
Chaahat ka jaadu jagaake
Mujhko devaana banaaya
Pehli nazar me bani hai
Tu mere sapnon ki raani
Yaad rakhegi ye duniya
Apni vafaa ki kahaani
O mera chain churaake meri neenden udaake
Kho na jaana kisi modh par
Baazigar main baazigar
Dilvaalon ka main dilbar
Baazigar o baazigar
Tu hai badha jaadugar
O dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai
Dil ki baazi jeeta dil haar kar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Aa..Aa..
Dhak dhak dhadakta hai ye dil
Bolo na kya keh raha hai
Paas aao bata doon
Na baba dar lag raha hai
Mujhko galat na samajhna
Main nahin baadal aavara
Dil ki deevaron pe maine
Naam likha hai tumhaara
O tere pyaar pe qurbaan
Mera dil meri jaan
Tujhe lag jaaye meri umar
Baazigar o baazigar
Tu hai badha jaadugar
Baazigar main baazigar
Dilvaalon ka main dilbar
O mera dil tha akela toone khel aisa khela
Teri yaad mein jaagun raat bhar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Baazigar o baazigar
Baazigar main baazigar
Song Credits
Song | Baazigar O Baazigar |
Singer | Kumar Sanu & Alka Yagnik |
Lyrics | Nawab Arzoo |
Music | Anu Malik |
Social Media’s Role in the Revival | Chupke Se Aankhon Ke Raste Lyrics
You might wonder why a song from the ’90s is making waves among today’s Gen Z crowd. Simple: good music never goes out of style.
Plus, these lines have this old-school charm that resonates with everyone. It’s romantic, poetic, and full of feelings.
Conclusion : Chupke Se Aankhon Ke Raste Lyrics
The phrase “Chupke Se Aankhon Ke Raste” has found a new life online, and we are so here for it! From nostalgic fans to young romantics, everyone’s falling in love with it all over again.